Quotes About Life
| |

Batein suchi hian megar karvi hain (best urdu quotes)

Batein suchi hian megar karvi hain (best urdu quotes)

01 13

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Nafsayat kehti hai k agar Aap buhat hansty hain aur wo bhi fazool baton per tu Aap andar sey khali hain agar Aap buhat soty hain tu aap buhat udas hain agar aap km bolty hain aur teez raftari sey bolty hain tu Aap buhat gahry hain ..Agar aap ko rona nahi aata tu aap kamzor hain Agar aap be tahasha khaty hain tu Aap pareshan hain Agar aap baat baat per ro party hain tu aap naram dil aur masoom hain …Agar aap choti choti baton per gusa ker jaty hain tu aap tawaja chahty hain [/box]02 9

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Kafan bhi kia chez hai jis ney banaya ic ney bech dia jis ney kharida ic ney istamal nahi kia aur jis ney istmaal kia isy maloom hi nahi [/box]

[ads4]03 14

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Jab saanp zinda hota hai tu cheyontya khata hai aur jab saanp mar mar jata hai tu usy cheyontya usy kha jati hai waqat kabhi bhi badal sakta hai Aik darakhat sey kai lakh machis ki telyan banti hain magar aik maches ki teli kai lakh darakht jala sakti hai waqat kabhi bhi badal sakta hai ic leye zindagi mein kabhi kesi ko mat satana shaid Aap taqatwar hun magar mat bholo waqat Aap sey zayada taqatwar hai [/box]

[ads3]04 14

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Lafaz tum aur Aap ka matlab aik hi hota hai magar is sey bolny waly ki tarbiat ka pata chalta hai [/box]05 13

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Insan bhi bakamal hain daramo mein adakarun ke dukh darad dekh ker ro parta hai aur asal mein logun k dukh darad ko darama samjhta hai [/box]06 14

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Apny kheyalon ki hifazat karo keyon keh ye tumhary alfaaz ban jaaty hain ,,,Apny alfaz ki hifazat karo keyon keh ye tumhary aamal ban jaty hain apny Aamal ki hifazat karo keyon k ye tumhary kidar ban jaaty hain aur apny kirdaar ki hifazat kero keyon ki ye tumhari pahchan ban jaaty hain [/box]07 14

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Insaan ko ic k haalat nahi khyalat pareshan kerty han Haalat tu waqat k sath badalty rahty hai laikn khyalat ko badalna aasan nahi [/box]08 13

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Haal chaal pochny k baad jab lod Aap ka pesha pochty hain ,,tu in ki muraad ye hai keh Aap kitny pesy kamaty hain taa k ic hisaab sey Aap ki izat ki jaye [/box]09 13

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Aik din bemari ney dolat sey kaha tum kitni khush naseeb hu keh har koi tumhain paany ki koshseh krta hai Aur mein kitni badnaseeb hun her koi mujh sey dur bhagata hai ….Dolat Boli…Khush naseeb tum hu jesy paa ker log khuda ko yaad kerty hain Aur bad naseeb mein hun jesy paa ker log khuda ko bhul jaty hain [/box]10 11

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Kabhi bhi khud ko itna qeemti mat samjhna ke her koi tumhain dil sey nikaal day keyon k jis cheaz ki qeemat zayada hoti hai log aksar usy hi chor dety hain [/box]

[ads2]

11.

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Zindagi mili bhi tu rab ki ibadat kerny k leye per waqat guzar raha hain kaghaz k tukry kamany k leye na kafan ki jeeb hai na qabar mein Almaari Aur kamal ki baat tu ye hai keh moat ka farishta rishwat bhinahi leta [/box]thumb 13

Similar Posts