Best Quotes ” is a carefully curated selection of some of the most impactful and insightful quotations available. Covering a wide range of topics, including love, life, wisdom, and motivation, these quotes offer timeless wisdom and inspiration.
Whether you’re seeking guidance, motivation, or simply a moment of reflection, “Best Quotes 2” provides a rich source of profound and thought-provoking statements that resonate with the human experience. These quotes are a valuable resource for enriching your perspective and sharing wisdom with others.
[highlight color=”black”]10 Best quotes on Tanqeed !![/highlight]
Tanqed aisa Lafaz hai ju kesi bhi insaan ko andar sey Tor deta hai hum log tanqeed kerty howy ye nahi sochty keh ye tanqeed dosry insaan ki kitni Dil Azaari hoi hu gi,hum ye baat bhol jaty hain k Dilon mein tu Khuda Rahta hai aur dil tu Khuda ka ghar hai.
Tanqeed kerni hu tu naram lahjy mein kia karain,sab k samny kesi bhi shakas per tanqeed mat karain Ap akely mein bhi us shakhas ko samjh sakty hain us per tanqed ker sakty hain ,Hamisha yad rakhy tanqeed k waqt naram Lahja ikhteyar kerny Sey Agly insaan ka ZAMEER jagta hai jab k sakhat lehja apnanay sey ANAA jagti hai .aur koi bhi shakhas jab tak apna gereban na jhank ley tab tak usy dosron ko tanqeed kerny ka haq nahi milta ..Agar ap ko ye ahsas ho gaya hai k dosron per tanqeed kerna ap ki Adat ban gai hai tu Ap ic Adat ko chorny k leye khud ko itna Masroof ker lean keh Tanqeed ka moqa na mily Keyon K ADAAT badlna buhat mushqil hai aur ju apni ic adat ko badal leata hai tu samjhen k wo zindagi mein kamyab hu gaya.
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tanqeed ker k mery barhty howy hunar ko Tasleem ker raha tha wo mery muqam ko [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tanqeed k leye ilam ka hona zarori hai jab ke Nukta cheni k leye jahalathi kafi hai [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Haq tanqeed tumhay hai magar ic shart k sath jayeza lety raho apny bhi gareban ka[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Agar tanqeed hi kerni ho tu naram lahjy mein karain keyon keh naram lahja zameerko jagata hai jab k sakhat lahja ana ko jagata hai [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Dunya mein sab sey mushqilkaam apni islah kerna hai sab sey Aasan kam dosron per tanqeed kerna hai [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Apni shakseyat ko sawarnyaur zindagi ko behtar banany mein itna masrof hu jao k dosron per tanqeed kerny ka moqa na mily [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tanqeed kerny walo tanqeed masbatandaz mein kia kero keh zindagi jeny ka hosla mily warna marty howy ko marny mein koi qasar hi na chorty ho [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Ju waqat dosron pe tanqeed kerny mein guzarty hain wohi waqat khud ko sanwarny mein guzaren kesi ko badalna hamary ikhteyarmein nahi magar khud ko badalna hamary apny ikhteyar mein hain dunya ko na badlen khud ko badlen sab badal jaye ga[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Gher zarori tanqeed wo talwar hai ju sab sey pahly Khubsurattaluqat ka sar qalam kerti hai [/box][box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tanqeed,tanaz fiqry bazi sey hosla na haro shor khlari nahi tamashai kerty hain [/box]
Kamyab logon ki Azeem Batain!! Mooti Agar Kechar mein bhi gir jaye tab bhi qeemati hai,Aur Gird Agar Aasman par Bhi Charh jaye tu bhi Be Qeemat Sheikh Saadi Logon nay Ilam tu sekh lia,magar insanyat nahi sekhi, Abudul Satar Eedhi.. Apny Aap ko Maazi ka Qeedi na banao,Wo zindagi ka Sabaq tha,koi umar bhbar…
Amanat signifies entrusted possessions or responsibilities, embodying trust and integrity in every act of safekeeping and care. Quotes on Amanat [highlight color=”black”]Best 10 Quotes on Amanat (Best Urdu Quotes)[/highlight] [box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Dil us ka deya hai tu wohi rahy ga muhsan hum log amanat mein kheyanat nahi kerty [/box] [box type=”shadow” align=”aligncenter” class=””…
Inspirational Quotes in Urdu Insaan hamisha apni ghaltyoon se sikhta hai,Aur insaan ko umeed ka daman nahi chorna chaheye,Aur apny bury waqat mein achy waqat ko yaad rakhna chaheye,Aur dosarun k sath hamisha bahtar andaz sey pesh ayen,Aur dosarun ki batun ko sabar sey bardasht karain,keyon k ju sabar karty hain ya to wo jeet…
Hum asy kiyoun hain ایک بیج کو درخت بننے میں وقت تو لگتا ہے ایک بیج کو درخت بننے میں ایک عرصہ تو لگتا ہے اسی طرح سے ایک انسان اپناکردارخود بناتا ہے کوئی بھی شخص ایک دم سے بُرا ایک دم سے اچھا نہیں ہوتا اُسے اپنا کردار بنانے میں ایسے ہی وقت لگتا…
[highlight color=”black”]Tareef 10 Quotes in urdu with images (Motivational Urdu Quotes)[/highlight] Tareef: Kysi bhi achy kaam ki tareef krne se us kaam mein barkat aur krne wali ky hosla afzai hoti hai tareef aur chaploosti mein bara farq hai tareef dil se ki jati hai aur chaplosi matlab ky lye ki jati hai. [ads4] [box…
Nishani 13 best life changing Be nasly logun ki sab sey bari nishani,ye hoti hai keh,tun inhan jitni izat do gay,wo tuhmain itni hi taqlef dain gay, Chalo bataon tumahin ,nishani udas logun ki,kabhi ghor kerna ye hansty buhat hain,, Nishani 13 best life changing Nishani apny ghar ki kia bataon tum ko,jahan dewarain udas…