Slide36 1
| |

10 Aqwal e zareen in urdu

10 Aqwal e zareen in urdu

Insaan Mati ka aik putla hai,jis ko dubara mati mein hi milna hai,Magar insaan apni ic 2 pal ki zindagi mein itna magan ho jata hai,logon ka dil dukhata hai,aur phir Khuda sey umedain wabasta karta hai keh ,ic k sath acha kia jaye,

Aap ko zindagi aik baar milti hai,ic ziandagi mein jitna ho saky “Phol”chuny aur “kanton”say dor rahain,Aur Aap aik phol ki tarah hain,pholon jesi pakeza zindagi guzarain,Ta ka ap k naik kamon sey ,Ap ki Family bhi Muatar hoti rahy,,Aur Kabhi zindagi ki mushqilat say mat Ghbraye,Keyon k musqilat bhi oci ko di jati hain jis Per Rahmat ki nazar dalni ho,aur bura waqat ,her kesi ki zindagi mein aata hai,Aur bura waqat kabhi Tahrta nahi hai,keyon k Zindagi Musalsal HARKAT ka naam hai,Keyon k waqat sab ka aata hai,Magar waqat aany mein waqat lagta hai,,,

10 Aqwal e zareen in urdu

کچھ چیزیں آپ چاہ نہیں سکتے،انہیں پا نہیں سکتے۔۔

Kuch chezen ap Chah sakty hain,inhain Paa nahi sakty…

10 Aqwal e zareen

10 Aqwal e zareen in urdu

ساری عمر کسی کے ساتھ کتنا ہی اچھا کر لو،لیکن کسی مجبوری سے ایک دفعہ ،ساتھ نہ دے سکو تو ساری اچھائیاں ،کنویں میں گر جاتی ہیں

Sari Umar kesi k sath kitna hi acha ker lo..Laikn kesi Majbori sey aik dafa sath na de sako tu sari achayan ,kunwy mein gir jati hain,,,

10 Aqwal e zareen in urdu

Zaya na kar apny Alfaz her kesi k leye,Khamosh rah ker dekh tumhy samjhta kon hai..

Slide35 1

Udasyan Weranya mery andar ki dekh ker,Mujhy kesi nay bataya hai mar gaya hun mein..

Slide36

Jeet Ki adat achi hoti hai,Laikn kuch rishton mein Haar jana hi Bahtr hota hai..

Slide37

Muhabat KhubSurat hai ,magar Izat anmol hoti hai..

Slide38

Insaan mati ka wo Lato hai,ju Ghom phir ker wapis Banany waly k hathun mein aa jata hai…

Slide39

Waqat sab ka aata hai,Magar Waqat aane ,mein Waqat lagta hai..

10 Aqwal e zareen in urdu

“Baat” zakham bhi ban sakti hai,Aur marham bhi

10 Aqwal e zareen in urdu

Shukar hai Moat sab ko aati hai,Warna ameer Log ic baat ka bhi mazaq bnaty Ghareb tha Mar gaya..

Similar Posts