thumb 6

10 zindagi badlne wale Life Quotes (2019) in urdu

10 zindagi badlne wale Quotes (2019) in urdu 

Zindagi Khuda ki taraf sey dia gaya aik tuhfa hai ,Ab ye hum per depend kerta hai ke hum zindagi ko kasy istamal kerty hain ( Life Quotes ),zindagi mein ap ka koi na koi maqsad hona zarori hai bagher maqsad k zindagi aik Asy Musafir ki tarah hai ju sakht Dhop mein apna safar te kar raha hai magar oc ko itna nahi maloom k jana kahan hai .esi leye ap ka zindagi mein koi maqsad hona zarori haii.

Aur zindagi mein koi aik maqsad aisa zaroor hona chaheye ju ap ko roz subah uthny per majbor ker dai.warna zindagi tu guzar hi jani hoti hai..

Aur kamyabi chal ker nahi aati hamin khud oc k pas jana parta hai,ic ki misal youn le lejeye k Pani ka Glass khud chal ker ap ki payas nahi bhujata Ap ko kitchen mein khud jana parta hai ,koi kab tak hamain pani pilata rahy ga ,,ici tarah kamyabi k leye bhi khud uthna parta hai tabdeli khud lani parti hai koi bhi hamari kamyabi k leye utni koshes nahi kerta k jtni hum khud ker leaty hain…aj k dor mein tu wesy bhi ye trend hai k log ap ki kamyabi se jalty hain ,kam tu unhun ne kia ana hota,,

Aur zindagi mein sirf wohi log na kaam hoty hain tu sirf Sochty hain Amal nahi kerty

01 9

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]zindagi mein is qader taizi se agay brhho ke logon ki buraii ke dhaagay tumahray peeron mein aakar toot jayen[/box]02 8

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]ensaan kehta hai ke paisa aeye to kuch kar ke dikhaon ga aur paisa kehta hai ke too kuch kar ke dekha to mein Aon[/box]03 7

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””] kamyabi chal kar nahi aati hamein uss taq pohanchna parta hai theek uss terhan jis terhan har parinday ke liye kkhuda ney khana to diya hai par uss ke ghonslay mein nahi[/box]04 7

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””] koshish karna zindagi mein hamesha woh shakhs aap ko muskorata sun-hwa miley jo aap ko roz aaiine mein deekhaee deta hai[/box]05 7

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]apna pan, parwah, izzat aur thora waqt yeh woh doulat hai jo hamaray –apne hum se chahtay hain[/box]06 7

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]jis cheez ko aap chahtay hain uss cheez mein nakaam hona aur jis cheez ko aap nahi chahtay uss mein kamyabi honay se behtar hai[/box]

[ads1]08 7

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]kamyabi hamesha aap ko akely mein gilaay lagati hai aur nakaam hamesha logon ki bheer mein aap ko thapar maar deti hai yahi zindagi hai[/box]09 7

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]inhein saleeqa tahazeeb hai gham samajhney ka inhen ke ronay mein anso nazar nahi atay khusi ki aankhh mein anso ki bhi jagah rakhna buray zamane kabhi pooch kar nahi atay[/box]10 7

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]boxing match ki terhan zindagi ke khail mein bhi haarta woh nahi jo gir jata hai haarta woh hai jis ney utney se inkaar kar deta h[/box]thumb 6

Similar Posts