Life Lesson in urdu
| | | | | |

Life Lesson in urdu

Life Lesson in urdu Lakerain bhi Ajeeb hoti hain,Mathy par khenchi jayen tu Qismat bana deti hain,Zameen pr khenchi jayen tu Sarhadain bana deti hain,Rishtun par khenchi jayen tu dewarain bana deti hain Wo Musafir jis ko gari ki seat nahi mili,Wo Khud ko bad Qismat samjhta hai,Aur jab gari ka Hadisa hota hai,tu wohi…

Powerful Quotation
| | | | |

Powerful Quotation

Powerful Quotation Un logon k sath milny main,buhat ahtyat ki Zarorat hai ,jin k Alfaz on k kirdar k mutabik na hun Agar abhi waqat Sakhat hai tu kal aasan ho jaye ga,Laikn apni sakhti main ye kaafi rishtun ki sachai samny ly aata hai Bary Bazurg kah gaye hain k,Hathun ki lagai Dantun say…

life changing quotes
| | | |

life changing quotes

life changing quotes Zanjeer ki sab say kamzor kari,Sab say zayada Taqat war hoti hai,wo jab chahy zanjeer ko Tor sakti hai Har raat Moat ko apny takye k nechy rakh kar soya karo Kuch log Ansuon ki Tarah hoty hain,pata hi nahi chalta keh,sath day rahy hain ya sath chor rahy hain Ansoun ka…

Dwaon k Rang
| | | | |

Dwaon k Rang

Dwaon k Rang Dwaon ka rang nahi hota,Magar jab ye rang laati hain ,tu zindagi main bhi rang bhar jaty hain Aye Mary Khuda,Agar hum wo na kar sakain jo aap chahty hain,tu kam say kam hamain itni samjh zaroor dena ,keh hum wo kabhi na karain ,jo Aap nahi chahty Aik dosarun ko dwaon…

Urdu Islamic Quotes
| | | |

Urdu Islamic Quotes

Urdu Islamic Quotes Khuda ki Muhabat ka andaz bhi kamal hai,Sab kuch day kar kahta hai,Hai koi mangny wala? Jab Allah tumhain Kinary par Khara kar day,Tu ic par kamil yaqeen rakho,kun k 2 chezen ho sakti hain,ya tu wo tumhain tham lay ga,ya tumhain urna sikha day ga Meri Toti photi Ibadatun ko asy…

Saadat Hussain minto
| | | |

Saadat Hussain minto

Saadat Hussain minto Minto was a great writer .He criticizes on the people of his age and society .He was born in samrala May 11,1912,and died January 18,1955.He writes urdu short stories . Siraf aik hi baat samjh main aati hai,keh Twaif agr bardashat karna chahy ,tu buhat kuch bardasht kar sakti hai Marad jab…

inspirational quotes
| | | |

inspirational quotes

inspirational quotes ye zindagi aik super market ki tarah hai ,ic market main ghomon phira jo marzi kharedo ,Beshak pori troli bhar lo ,laikn yaad rakhna k cashear k paas bhi jana hai,jitna saman lia hai ic ka hisaab bhi dena hai jo Log apny waqat ka muawaza apny waqat par wasool karna chahty hain…

inspiring true quotes
| | |

inspiring true quotes

inspiring true quotes Jaldi ro party hain jaldi roth jaty hain,Jaldi maan bhi jaaty hain,suna hai Allah ko asy log buhat pasand hain Muashary ki is na insaafi par Mujhy takleef hoti hai,jab koi badkirdar mard apny leye ba kirdar bv chahta hai Dosarun say bad gumaan hony main jaldi mat kia karain,kuch chezen wesi…

12 Urdu Quotes About Success
| | |

12 Urdu Quotes About Success

12 Urdu Quotes About Success,Success kysi cheez ko Hasil krne ka Naam Nahi aur na he success kysi aik cheez ka naam hai, har insan ky nazdeek success ka apna matlb hai,kuch logon ky lye success apne taleem mukmal krna hai, kuch ky nazdeed apne business mein kamyabi aur kuch k nazdeed apne khuwab ko…