Best Quotes ” is a carefully curated selection of some of the most impactful and insightful quotations available. Covering a wide range of topics, including love, life, wisdom, and motivation, these quotes offer timeless wisdom and inspiration.
Whether you’re seeking guidance, motivation, or simply a moment of reflection, “Best Quotes 2” provides a rich source of profound and thought-provoking statements that resonate with the human experience. These quotes are a valuable resource for enriching your perspective and sharing wisdom with others.
[highlight color=”black”]10 Best quotes on Tanqeed !![/highlight]
Tanqed aisa Lafaz hai ju kesi bhi insaan ko andar sey Tor deta hai hum log tanqeed kerty howy ye nahi sochty keh ye tanqeed dosry insaan ki kitni Dil Azaari hoi hu gi,hum ye baat bhol jaty hain k Dilon mein tu Khuda Rahta hai aur dil tu Khuda ka ghar hai.
Tanqeed kerni hu tu naram lahjy mein kia karain,sab k samny kesi bhi shakas per tanqeed mat karain Ap akely mein bhi us shakhas ko samjh sakty hain us per tanqed ker sakty hain ,Hamisha yad rakhy tanqeed k waqt naram Lahja ikhteyar kerny Sey Agly insaan ka ZAMEER jagta hai jab k sakhat lehja apnanay sey ANAA jagti hai .aur koi bhi shakhas jab tak apna gereban na jhank ley tab tak usy dosron ko tanqeed kerny ka haq nahi milta ..Agar ap ko ye ahsas ho gaya hai k dosron per tanqeed kerna ap ki Adat ban gai hai tu Ap ic Adat ko chorny k leye khud ko itna Masroof ker lean keh Tanqeed ka moqa na mily Keyon K ADAAT badlna buhat mushqil hai aur ju apni ic adat ko badal leata hai tu samjhen k wo zindagi mein kamyab hu gaya.
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tanqeed ker k mery barhty howy hunar ko Tasleem ker raha tha wo mery muqam ko [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tanqeed k leye ilam ka hona zarori hai jab ke Nukta cheni k leye jahalathi kafi hai [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Haq tanqeed tumhay hai magar ic shart k sath jayeza lety raho apny bhi gareban ka[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Agar tanqeed hi kerni ho tu naram lahjy mein karain keyon keh naram lahja zameerko jagata hai jab k sakhat lahja ana ko jagata hai [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Dunya mein sab sey mushqilkaam apni islah kerna hai sab sey Aasan kam dosron per tanqeed kerna hai [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Apni shakseyat ko sawarnyaur zindagi ko behtar banany mein itna masrof hu jao k dosron per tanqeed kerny ka moqa na mily [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tanqeed kerny walo tanqeed masbatandaz mein kia kero keh zindagi jeny ka hosla mily warna marty howy ko marny mein koi qasar hi na chorty ho [/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Ju waqat dosron pe tanqeed kerny mein guzarty hain wohi waqat khud ko sanwarny mein guzaren kesi ko badalna hamary ikhteyarmein nahi magar khud ko badalna hamary apny ikhteyar mein hain dunya ko na badlen khud ko badlen sab badal jaye ga[/box]
[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Gher zarori tanqeed wo talwar hai ju sab sey pahly Khubsurattaluqat ka sar qalam kerti hai [/box][box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tanqeed,tanaz fiqry bazi sey hosla na haro shor khlari nahi tamashai kerty hain [/box]
Top 10 quotes of Thomas A Edison: Thomas A. Edison, born on February 11, 1847, and passing away on October 18, 1931, was one of the most prolific and influential inventors in history. His life and work are synonymous with innovation, entrepreneurship, and the relentless pursuit of knowledge. Here’s a comprehensive description of Thomas A….
“Quotes on Riwaaj” are statements that delve into the concept of “Riwaaj,” which translates to tradition or custom in Urdu. These quotes often explore the significance, complexities, and influence of traditions and customs within society. Quotes on Riwaaj in Urdu Hindi They may reflect on the role of tradition in shaping cultural identities, familial bonds,…
motivational quotes in Urdu Buri Aadatain,agar waqat pr na badli jayen tu,wo Adatain aap ka waqat hi badal deti hain,,, بری عادتیں اگر وقت پر نہ بدلی جائیں،تو وہ عادتیں آپ کا وقت ہی بدل دیتی ہیں۔۔۔ Aik achy insaan mein ,aik buri aadat hoti hai,Ke wo sab ko acha insaan samjhta hai,,, ایک اچھے…
Keemat 11 best urdu quotes Jab khony ki nobat aati hai,tabhi pany ki qemat samjh aati hai… Aanso bhi meri aankh k ab khushk hu gaye,tu ney tu mery khalos ki qemat bhi chean li… Yadun ki qemat wo kia jany,ju khud yadon ko mita dia kerty hain,yadon ka matlab tu un sey pocho,ju yadun…
35 Best urdu quotes for change your life with images 35 Best urdu quotes [box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Kesi ko hara dena be had aasan hai ,aur kesi ko jeetna buhat mushqil..[/box] [box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Zindagi mein koi bhi lamha aesa nahi hona chaheye,jab aap ki zindagi mein koi maqsad na ho..[/box] [box type=”shadow”…
Quotes in Urdu, is post mein behtreen quotes diye gaye hain, janhein parh kr aur sun kr ap apne life mein change lain gy. yeh motivational quotes ki collection ap ki zindgi mein change zaroor laye gi. Keysi Ki Itni he qadar krinjitni wo Ap ki krta hai be hassab qadarAp ka sakoon barbad kr…