Heart Touching PoetryInspiringMotivationMotivationalMotivational GatewaySuccess Guruji - MotivationUrdu quotes
Galt fahemi golden words urdu quotes
Galt fahemi motivational urdu quotes
Galt fahemi golden words urdu quotes
Galt fahemi golden words
Apny dil mein ghalt fahmyan ..kabhi mat palain keyon k ghalat fahmyan ..doryon ko janam deti hain ,,aur agar kabhi dil mein ghaltfahmyan peda hu jaye tu ,,rishty tak khatam hu jaty hain,,
Aur agar sachi muhabat mein ghalat fahmyan hon tu,,sachi muhabat khatam ho jati hai,,aur insaan tanha rah jata hai,,
Ghalt fahmeyon k silsaly ,aj itny dilchasp hain,ke her eant sochi hai k,,,Dewar mujh sey hai,

Ghalt fahmyon ki gunjaesh nahi,sachi muhabat mein ,,jahan Qirdar halka ho ..kahani dob jati hai..

Shesha aur rishta dono nazuk hoty hain,,magar in mein aik faraq zaroor hota hai,,shesha ghalti sey tot”ta hai.aur rishta ghalat fahmi sey

Ghalat fahmi agar dil mein zayada dair rahy,,tu Badgumani ko janam deti hai ,,aur badgumani fasalun ka baaes banti hai

Kesi ko paany k leye hamari, sari khubyan kam par jati hain …aur khony k leye …aik ghalat fahmi hi kafi hai,,

Rishtun ki door tab kamzor hoti hai,,jab insan ghalat fahmi mein peda hony waly..Sawalon ka jwab bhi khud bana leta hai,,,

Ghalatfahmi ka aik pal itna zahrela hota hai..ju payar bhary soo lamhun ko..aik pal mein bhula deta hai,,

Rishty kabhi qudrati moat nahi marty ,,in ko hamisha insaan qatal karta hai..kabhi nafrat sey,kabhi nazarandazi sey,,aur kabhi kabhi ghalat fahmi sey,,