AuratHeart Touching PoetryInspiringMotivationMotivationalMotivational GatewaySuccess Guruji - MotivationUncategorized
Trending
Bewafa-logon-ki-pehchan-2019
Bewafa-logon-ki-pehchan-2019
Bewafa-logon-ki-pehchan-2019
Bewafa logun ki aik pahchan ye hai k wo had sey zayada chaplos hoty hain jahan faida nazar aya wahan chaplosi shoro ju Ap mein khubi na hu wo khubi bhi jhuti tareef sey aap mein peda ker dety hain

Baat baat per qasam khany wala aur qasam leny waly aksar kuch na kuch chupa rahy hoty hain Aur qasam ka sahara le ker khud ko sacha banany ki koshesh kerty hain

Hamisha dusarun sey hasad kerty hain aur jis jaga sey faida nazar nahi aata wahan sey dur rahty hain apny faidy k leye kesi bhi rishty ko qurban ker dety hain

Aisy log hamisha Aap k sath tab Aa ker khary hun gay jab inhain pata hu ga keh Aap manzil tak puhanchny waly hun aisy log youn samjh lain Aik bhanwar ki manind hoty hain ju phul per tab tak mandlaty rahty hain jab tak phul sey ras na hasil ker lain

Aisy log aksar Aap ki har baat mein han mein han milaty hain Aur aap beshaq ghalat rasty per hun tab bhi Aap ko kahain gay Aap thek ja rahy ho

Aap ki zindagi mein achank sey aisy log Aa jayen ju salun tak Aap sey mily bhi na hun Aap sey rabta bhi na rakha ho Aur achanak Aap ki khushi ghami mein sath sath rahny lagain tu samajh jayen daal mein kuch kala hai

Aisy log ju Aap ko zarorat k waqat hi yaad kerty hain wo log kabhi kesi ka bhala nahi kerty

Aisy log ju dosatun ko kapron ki tarah badalty hain wo log kabhi kesi k nahi hoty

Aisy log ju zara zara c baat per gusa kerty hain aur samny waly ki parwah keye baghar roth jaty hain aur dobara mur ker bhi nahi dekhty aisy log apni zaat k siwa kesi aur k nahi hoty