Top 10 Quotes on Hasrat !!
Hasrat insan k sath umar bhar rehti ha. Insan ziadatar kisi na kisi hasrat main he ghira rehta ha. Insan ki hasratain la mehdood hain magar ye zindagi bht mukhtasir ha.
Meri hasrat ha k mujhy mangy is tarhan koi Jesi main nay us ko duao main manga tha

Taqdeer say har shakhs nay paya hissa Meray hissay main teray sath ki hasrat aai

Hawas e dil na mitti ha na mitay gi Daikhny k liye chaho unhain jitna daikho

Hansi ati ha mujhy hasrat e insan par
Gunah karta ha khud lanat bhaijta ha shaitan par

Ab to hasrat nahi rahi kisi say wafa panay ki Dil is qadar tota ha k ab tanhai achi lagti ha

Andhian sar patakti reh gaye Bach gaye wo paiir jin main hunar jhuknay ka tha
Kab tak tujhy pany ki hasrat main zillat uthata rahun Koi esa dhoka dy mujhy k meri aas toot jaee

Mat pocho kesy guzarta ha har pal teray bina
Kbhi baat karny ki hasrat kbhi daikhny ki tamanna