The Things Of The World Quotes In Urdu
The Things Of The World Quotes In Urdu
In this post dears viewers you will know about the Thinking of the Society (The Things Of The World Quotes) . These post are very helpful for your life .

Dunya Waloo Ki Batein , Lafzoo Ka Istamal Hifazat Say Krna Chaihy

Ap K Wo Alfaaz Bhi Tohfaa Hain Jo Dosroo Ko Zindagi Main Agay Bherny Ka Hosla Dety Hain(Golden Words)

Sorry Bolny Ka Matlb Ye Hy K Main Ghalt Tha Iss Ka Matlb Ye Hy K Main Apni Ana Say Bharh Kr Thumain Ahmyat Deta Hoo

Munafiq Shakhs Her Bhariay K Sath Mil Kr Shikar Krta Hy Aor Phr Hr Chrawa Hy Ky Sath Beth Kr Ansoo Bhi Behta Hy

Kuch Chahro Py Sadyaa Likhi Hoti Hain Kuch Ankhoo Main Guzary Howy Zamny Hoty Hain (Emotional Quotes)

Kuch Logo Ko Pachtawa Bhi Nh Hota Aor Ham Bewqoof Bn Kr Sochty Rehty Hain K Shyd Kisi Waqat Unhain Ihsas Ho Ga Apny Ghalt Rawiay Ka Lekn Asya Nh Hota

Rishty Kuch Waqt K Liy Naraz To Ho Skty Hain Likn Toot Nh Skty Jo Toot Jyn WO Mehz Ghalt Feisla Hoty Hain

Rishtoo Ko Mazboot Rikhny K Do Razz Jb Ap Ghalt Hoo TO Apni Ghlti Tasleem Krain Jb Ap Sehii Hoo To Serf Khamoshi Ikhtyar Krain

Gheroo Say Batain Sun Kr Apnoo Sy Behs Nh Krty

Ye Bas Kahwt Hy K AP Achy Hain To Ap K Sath Acha Hi Ho Ga

Achi Kitab Ka Mutala Krna Fikroo Preshenyio Or Ghair Zarori Khadshat Ko Peda Nh Hony Deta

Jhinah Chun Lya Jy In Py Tabsry Nh Kiay Jaty Un Ka Ihthram Kya Jata Hy

Maan Pasand Ki Kmi Pori Dunya Ky Log Mil Kr Bhi Pori Nh Kr Skry

Kuch Logo K Seany Main Dil Ki Calculator Hota Hy Hath Milany Say Pehly Hisab Lga Lety Hain K Iss Bandy Say Kitna Faida Hona Hy

Jb Hr Baat Ka Apna Aik Matlb Niklny Lagty Hain To Phr Kisi Dosry Ki Daleel Hamin Km Hi Smjh Atii Hy

Lafzoo Ka Istamal Hifazt Sy Krna Chahy Yi Hamri Perwrish Ka Behtreen Saboot Hoty Hain (Quotes)

Log Ghalt Sabit Hony Pr Mafii Nh Mangty Albtaa Rishta Khtm Krna Zyda Behtr Smjhty Hain

ye ajab Bat Hy K Muhabt Sy Mara Howa Maqtool Hamesha Apny Qatil Sy Milna Chahta Hy (Urdu Quotes)