Motivational Story
| | |

Shaheen ki zindgi || life change krne wali kahani

Shaheen ki zindgi ||

Shaheen ki zindgi ||

عقب کی اوسط عمر ٧٠ سال کے قریب ہوتی ہے،اس عمر تک پہنچھنےکے لئے،اسے سخت مشکلات سے گزرنا پڑتا ہے۔۔

Uqab ki osat umar 70 saal k qareb hoti hai,ic umar tak puhanchny k leye esy sakhat mushkilat sey guzarna hota hai..

Shaheen ki zindgi ||

Shaheen ki zindgi ||

جب اس کی عمر ٤٠ سال ہوتی ہے،پنجے کند ہو جاتے ہیں،جس سے وہ شکار نہیں کر پاتا

Jab ic ki umar 40 saal hoti hai,panjy kund hu jaty hain ,,jis sey wo shikar nahi ker paaty…

Shaheen ki zindgi ||

Mazbot chunch bhi umar k barhny sey,shadid terhi hu jati hai..per buhat bhari hu jaty hain aur ,seny k sath chipak jaty hain…

shaheen ki zindgi 4

ic sey usy uran bharny mein bari dushwari ka samna karna parta hai..in mushkilat k hoty howe ic k

shaheen ki zindgi 5

Moat ko tasleem ker li ya 150 din ki sakhat tareen mushaqat k leye tayar hu jata hai..wo paharun mein jata hai..chunch ko patharun per marta hai..yahan tak k wo tot jati hai..

shaheen ki zindgi 6

Kuch din baad chunch nikalti hai,tu ic ko apny nakhun jar sey kaat phenkna hoty hain..naye nakhun

shaheen ki zindgi 7

Ic amal mein esy,5 mah ki tawel taqlef aur mushaqal sey guzarna parta hai..5 mah baad uran bharta hai,,tu mahsos hota hai ic ney naya janam lia hu..ici tarah wo 30 saal mazed zinda rah pata hai..

shaheen ki zindgi 8

Uqab ki zindagi sey sabaq milta hai,k baaz dafa zindagi ko badalna zaror hota hai..ta ke hum ic sey bahtr zindagi guzar sakain…

shaheen ki zindgi thumb

Similar Posts