thumbnails 1
| | |

Top 13 Parents Quotes

Top 13 Parents Quotes

Parents Quotes are a treasure trove of wisdom and insight, offering a profound glimpse into the multifaceted journey of parenthood (Parents Quotes). They encapsulate the unbreakable bond between parents and children, the challenges and joys of nurturing young minds, and the unconditional love that forms the foundation of families. These quotes beautifully capture the sacrifices parents make, the lessons they impart, and the memories they create. From poignant reflections on the fleeting nature of childhood to humorous anecdotes that highlight the quirks of parenting, these quotes resonate with individuals of all ages. They serve as a source of guidance(Life inspiring Quotes) for new parents, a reminder of the lessons learned from our own upbringing, and a celebration of the intricate dance between generations. In essence, Parents Quotes are a testament to the enduring power of family and the indelible mark parents leave on the lives of their children. When there is pain in the heart, tears come in your eyes. For this situation we have come up with a unique collection of latest Parents Quotes, Parents Sms, Ashq Shayari and Parents Status in Hindi and English. Read and share our collection that is completely related to the poetry of tears.

13 1

Waldain wo hasti hain jis kay paseny ki aik bond bhi ulad ada nahi kar sekti

01 24

Apni zuban ki tayzi apne waldain par mat chalao Jis ne tumhein bolna seekhaya02 23

Kamyabi ki raahon mein jin ka tazkara zaroori hai wo waldain hai jin ke begair zindgi adhori hai03 23

Umer koi bhi ho choot legne par Pehla lafiz munh se waldain ka he nikleta hai

04 5

Waldain ke pass ja kar beth jaya karo kiyoun maa ke saath guzra huwa waqat Qayamat kay din neejat ka bahais beny ga

05 5

Laakh gerd hafazat ki lekerin khancho aik bhi un mein nahin waldain ki Duaon jaysi

06 4

Rulana sub ko aata hai hansana bhi sub ko aata hai Rula kay jo mana lay wo Baba hai jo Rula kar Khud Ro pary wo maa hai 

07 5

Mamta ki tareef na pocho Cherya saanp se lar jati hai

08 4

main ne maa se pocha kab tak apne kandhy par sar rakhne do gi To maa muskarai aur kaha jab tak log mujhe apne kandhy par na utha lein09 5

Waldain aik aysi kitaab hai jis par Bhut se tajurbat tahreer hoty hain jo zindgi guzarne mein rehnmai kerty hain is leye usy apne se door mat rekhen 

10 6

Waldain ki Dant dypat ulad kay leye asi hai jis tarha kehton kay leye pani!!!

11 1

Juri the us ki har haan meri haan se yeh bat such hai mera baap kam na tha meri maa se

12 1

chahye ketne he budhey ho mager ghar ka Sub se Mazboth satoon waldin he hoty hain

Similar Posts