Juhkna Best Urdu Quotes
Trending
Jhukna Best urdu quotes with images(Motivational urdu quotes)

Zindagi her insaan ko kesi na kesi muqam pe jhuka deti hai ,insaan ko kabhi koi mushqil jhuka deti hai aur kabhi insaan apni zarortaon k Aagy jhuk jata hai..Aur kuch logo ko un ki muhabat jhuka deti hai magar insaan ko sirf khuda k samny jhukna chahye..koi bhi wo cheaz ya zaroorat nahi hai ju khuda na pora ker saky .Kuch log gharor mein Aa ker rab k samny jhukna bhi bhul jaty hain magar jab un per koi mushqil waqat aata hai tu tab un ka gharor pash pash hu jata hai aur wo khuda k samny jhuk jaty hain,
Aksar insaan keleye jhukna behtar hota hai magar oc waqat jab rishto ki baat Aajay keyon k Aksar rishto k samny apni Aana dikhany se rishty toot jaty hain,Pesa tu ARBO aur KARORO mein hota hain aur wo hum ungaleyon k poro per nahi gin sakty Aur qadar hamisha us cheaz ki hoti hai ju mahdod hu jesy hum ungalyon k poron per gin saky,aur hum rishto ko gin sakty hain ic leye un ki qadar bhi zayda hoti hai ic leye agar rishto mein jhukna par jaye tu apni ana ko side pe rakhty howy jhuk jayan 
Wo ju gharor tha wo Tot gaya teri muhabat mein jhukna seakh leya

Tu is insaan ko itna be bas na bana Ay Khuda keh tera banda tujh sey pahly kesi aur k Aagy jhuk jaye

Muhabat karny ke baad bandy ko kitna jhukna parta hai Siraf ic khuf sey ke kahin dosra Aap ko chor na dey

Baton sey baat nahi banti kuch amal bhi kamana parta hai sar ka jhuk jana kafi nahi man ko bhi jhukna parta hai

Teri Muhabat main aur meri fitrat mein faraq tu kambkhat itna hi hai keh tera gharor nahi jata aur mujhy jhukna nahi Aata

Rotha howa hai mujh sey ic baat per zamana shamal nahi hai meri fitrat mein sir ka jhukna

Mein zara sa kia jhukna shoro hwa pori dunya mujhy jhukany mein lag gai

Muhabat mein jhukna koi bari baat nahi chamakta soraj bhi tu dhal jata hai chand keleye

Jhukne sey Agar rishta gahra hu jaye tu jhuk jao par bar bar Aap ko hi jhukna pary tu ruk jao

Jis ney rab keleye jhukna seakh liya wo ilam wala hai keyon ke ilam ki pahchan Aajzi hai aur jahal ki pahchan takabur hai

Jurna seakh raha hun zameen per jhukna nahi keyoun k dalaya kaat di jati hain jur nahi