Urdu Quotes
| | |

Aajezi inkisari urdu poetry and quotes

aajezi urdu quotes and best urdu shayari

Aajezi inkisari urdu poetry and quotes

Aajazi aur inkasari kesi bhi insaan ki aham sifat hain .jis insaan mein aajazi aur inkasari nahi hoti wo hamisha thokar khata hai.Aur jis insaan  k andar aajazi aur inkasari hoti hai wo kabhi nahi girta qismat bhi isi ka sath deti hai.

Agar hum kamyabi chahty hain tu wo hamain dosraun sey takabur ker k nahi milti.kamyabi hamisha aajazi sey hi milti hai.gharor ka sar t hamisha hi nicha hota hai.Aap kesi onchy tree ki misal hi le lejeye jis k shakhain jhuki nahi hoten jab thori c zayada aandhi aati hai tu aesy darakhat gir jaty hain ,jab k jin darakhtun ki shakhen zamein per jhuki hoti hain wo andheyon ka muqabila ker leta hai.

Agar hamian ic dunya mein aur aakherat mein bhi kamyab hona hai tu hamain aajazi sey rahna ho ga..

01 8

Aajezi inkisari urdu poetry and quotes [box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Kabhi nahi suna keh insaan ko ic ki aajezi le dobi ho insaan ko hamisha ic takabur le dobta hai [/box]02 7aajezi urdu quotes and best urdu shayari[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Bulandi ko khuda ney aajezi aur inkasari mein rakh dia hai aur log esy takabur mein talash kerty hain [/box]03 8[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Tu ic k samny jhuk tu sahi aajzi sey wo tery aagy dunya ko jhuka dey ga..[/box]04 7[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Aajzi ye keh insaan dosrun k andar aik burai dekhy tu esy apni das burai yaad aa jayen [/box]05 8[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Aajazi k libaas mein dilon k Firon hain log[/box]06 7[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Aagar aap mein takabur hai tu ilam ki rah mein aap aagy nahi ja sakty keyon k ilam aajazi k darwazy sey andar aata hai aur gharor ic darwazy k opar laga howa tala hai[/box]07 8[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Mujhy aajazi mein wo maza mila jo gharor tha wo nikal gaya ya khuda tery karam ki aesi hwa chali keh mein girty girty sambhal gaya[/box]08 7[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Shakhseyat mein aajazi na hu to malomat mein izafa ilam ko nahi balk takabur ko janam deta hai [/box]09 8 [box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Sab aap sey bahtar hain aap sab say bahtr hain lafzun ka chota sa haer pher ..Aur dakhain kesy aajazi takbur mein badal gai hai [/box]10 6 [box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]5 ungaleyan barabar nahi hoten laikn agar inhain aajazai sey jhuka lia jaye tu barabr ho jati hain baaz auqat zindagi tab aasan hu jati hai jab hum jhukty hain aur naram rawya ikhteyar kerty hain .[/box]thumb 7

Similar Posts