Faysila best urdu 17 quotes
Faysila best urdu 17 quotes with images
Faysila best urdu 17 quotes with images
Faysila best urdu 17 quotes with images
Jis k khwab sajaye thy Aankhin mein wo mila nahi Qismat ka fisla jaan lya ab hamain kesi sey koi gila nahi

Wohi log haq per hoty hain ju apna faisla insaan ki bajaye khuda per chor dety hain

Baaz auqat dwayen rab ka faisla nahi badaltain magar aap ka dil badal deti hain Aur rab k faisly k mutabiq ker deti hain

Sab sey mushqil aur taqleef wala lamha wo hota hai jab hum faisla nahi ker paty keh bhol jayen ya intazar karain

Zameen ki waqalat nahi chalti jab koi faisla aasman sey utarta hai

Mery lafzun sey na ker mery qirdar ka faisla wajud mit jaye ga meri haqeqat dhundty dhundty

Meri chup ko meri haar mat samjhna mein apny faisly khuda per chor deta hun

Kesi ko itna haq mat du keh wo faisla kary kab aap ko hansana hai aur kab aap ko rulana

Jab log rasty Alag kerny ka faisla ker laty hain tu sab sey pahly raabty kam kerty hain

Jewan mein aik baar ju faisla ker lu tu phir peachy mur ker mat dekhu keyon keh palat palat ker dekhny waly kabhi ithaas nahi banty

Faisla ye kia hain ab awaz nahi deni kesi ko hum bhi tu dekhy koi kitna talabgar hai

Mery rab ka her faisla acha hai wo jis haal mein rakhy wo haal acha hai

Gusay ki halat mein koi faisla mat karo aur khushi ki halat mein koi wada mat karo

Zindagi ki rahun mein aksar aisa hota hai faisla ju mushqil hu wohi bahtr hota hai

Faisla kerna sirf tab mushqil hota hai jab larkharaty qadmo sey kia jaye jab zameen k seany per mazboti sey qadam rakh ker faisla kia jaye tu wo mushqil nahi rahta