dhoop-urdu-quotes-2019
Dhup mein niklo ghatao mein naha ker dekhu zindagi kia hai kitabun ko hata ker dekho

Wo hum safar tha magar ic sey hum nawai na thi keh dhup chaon ka aalam raha judai na thi Adawaten then ,Taghaful tha,ranjeshen thi buhat ..Becharny waly mein sab kuch tha be wafai na thi Bicharty waqat un ki aankhun mein thi hamari ghazal Ghazal bhbi wo ju abhi tak kesi ko sunai na thi

Jal jao kaari dhup mein khamoshi sei laikn apno sey kabhi saya e Dewar na mango

Dhup sey bachny k leye chat bhi mil jati hai saya bhi..magar ezat ki chadar utar jaye tu koi chat bhi tahafuz nahi dey sakti

Mayosi aik dhup hai ju sakhat sey sakhat mujud ko bhi jala ker rakh deti hai

Dhup ka tu bas naam hi badnaam hai warna log jalty tu aik dosry sey buhat hain

Ghazab ki dhup thi tanhayon k jungle mein Shajar buhat thy magar koi saya daar na tha

Mujh ko chaon mein rakh ker khud jalta raha dhup mein …mein ney dekha aik farishta baap k ruup mein

Khazan ki dhup sey shikwa fazool hai muhsin mein youn bhi phol tha akher mujhy bikharna hi tha

Bala ki dhup i hai mera haal tu dekhu bas ab aesa kero tum saya dewar hu jao waqat ki ho dhup ya teez aandheyan kuch qadmo k nishaan kabhi nahi khoty jnhain yaad ker k muskara dein ye aankhen wo log dor hu ker bhi dor nahi hoty

Ruky tu chand ..chaly tu hawaon jesa wo shakhas dhup mein bhi chaon jesa