Dair best 13 Quotes in urdu
Acha lagta hai khamosh beh ker kesi ko buhat dair tak sochna

Allah k ghar mein dair hu sakti hai magar andher nahi

Logun ki qadaar tab hoti hai jab buhat zayada dair hu chuki hu

Muhabat kerny mein dair lagti hai magar nafrat karny mein dair nahi lagti

Ghalti manny aur gunah chorny mein kabhi dair mat karo keyon keh safar jitna taveel hota jaye gai wapasi utni hi dushwar hu gi

samjh jata hun chalun ko magar kuch dair lagti hai wo bazzi jeat jaty hain mery chalak hony tak

Waqat k aik tamachy ki dair hai sahib meri faqeri bhi kia teri badshahi bhi kia

Buhat socha buhat samjha Buhat dair tak parkha tanha hu k ji leana muhabat sey tu bahtar hai

Abhi kuch dair hai muhsin wo pathar toat jaye ga mein ic ki sarad mahri per muhbat maar aya hun

Yahan logun k badalny mein dair nahi lagti aur hamain inhain
mein zamany beat gaye

Aya hai buhat dair baad wo shakhas per jazbat ki bher mein mein dekhun kidhar sey

Matlab nikalny ki dair hoti hai bas log tanha chor dety hain