urdu quotes
| |

Sanp jesy log Best quotes

 

[highlight color=”blue”]Sanp jesy log Best quotes[/highlight]

Aj k door mein jesy jesy insaan taraki karta jaraha hai ,ic ka dil bhi Machini hota jaraha hai aj k door mein mukhlis insaan dhundna buhat mushkil hai,Aap ney dekha hu ga k ju log Aap k zayada qareeb hoty hain wohi aksar dukh puhnchaty hai keyon k gheron ko nahi pata hota k hamara dil kis baat sey dukhta hai aur kis cheaz mein hamara faida aur nuqsan hai..

Aksar hamary qareebi hi aasteen k sanp bany bethy hoty hain ,aur hamin pata bhi nahi lagta k wo kis lamhy apna asar dikha jaty hain ..Humm mein sy buhat kam log hoty hain ju aesy insano ko pahnchan jaty hai jab k hum mein sey aksar dhoka kha jaty hain ,,

01 3

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]2 Munh waly saanp sey u shaiyed bachna mumkin hai laikn 2 munh waly insaan sey bachna buhat mushqil hai [/box]02 3

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]ye ju sath mein hansty hain wohi baad mein saanp ki taarah dasty hain [/box]03 4

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Saanp chahy jitna bhi khubsurat keyon na hu magar ic sey dori mein hi kheriyat hai [/box]04 4

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Ju sath rah ker bura sochy oc sey bura koi dushman nahi ic leye aasteen chak karty rahna chaheye kahin saanp hi na pal raha hu [/box]05 3

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Qudrat sab insano ko hath deti hai laikn kuch log in hathun ki jaga saanp lagwa laty hain jin sey sab ko nuqsan puhanchta hai [/box]06 4

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Barish ka qatra seep aur saanp dono k munh mein girta hai jabkeh saanp usy zahar banata hai aue seepi usy moti jis ka jesa zaraf ic ki wesi takhliq[/box]07 4

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Insaan ki fitrat kabhi nahi badalti ghas kha ker bhi gaye dodh deti hai aur dodh pi ker bhi saanp zahar hi ugalta hai [/box]

[ads4]08 3

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Roshan kia jinhain wohi jalny lagy hain ban k saanp Aasteen mein palny lagy hain uth gaya hai bharosa ic zamany sey hum Aaj kal akely hi chalny lagy hain [/box]09 3

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Mujhy sanpon sey dar nahi lagta laikn insanon sey darta hun keyon keh saanp apny difa k leye dasta hai aur insaan apny mufad k leye [/box]10 3

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Kahty hain saanp 100 saal baad insaan ban jata hai aur insaan ko jab moqa milta hai wo saanp ban jata hai[/box]thumb 2

Similar Posts