Golden Words
| |

Golden words in urdu with images

Golden words in urdu with images

01 8

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Khuda ney tu rizaq dia hai keron ko pathar mein tu keyon pareshan hai hery moti ke chakaar mein ur jaa Aasman mein ya laga ghota samandar mein tujhy itna hi mily ga jitna likha hai tery muqadar mein [/box]03 9

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Aap kabhi bhi logun ki soch ko apny baary mein tabdeel nahi ker sakty ic leye k logun ki parwah keye bagher apni zindagi is tarah basar ki jeye ju Aap ko khushi dey [/box]04 9

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]jin k dilon mein raham tabeyet mein sadgi ahsas mein khalos sur sochun mein sachai hu Aesy insano ka wajud Allah ki taraf sey makhloq k leye nemat hai [/box]

[ads4]05 8

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Apny gandah hony ka ahsas hona bary naseeb aur karam ki baat hai laikn hamari yahi bad qismati hai keh hamain Apny Aap mein sey kabhi badbo nahi aati hamisha dosraon mein sey Aati hai [/box]

 

[ads3]06 9

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Agar Aap achi aur methi guftago nahi janty tu chup rahna sekheye keyon k chup rahna bhi itna hi bara kaam hai jitna k bolna [/box]

 

[ads2]07 9

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Hum aesy muashary mein rah rahy hain jahan nafrat ko ulaad ki tarah pala jata hai muhabat ko yatemon ki nazar sey dekha jata hai [/box]08 8

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Agar tum apni zubaan sey ye wada ker lu keh wo sirf aik maqqol baat kary gi tu tum dekho gay rafta rafta tum khamosh hoty jao gay [/box]09 8

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Maaf karny ka ye matlab nahi keh is ko galy sey lagaya jaye is ko dost bana lya jaye siraf aik ahad kerna hota hai keh ju azayat os ney mujhy di hai wo mein ney is ko nahi deni [/box]10 7

[box type=”shadow” align=”” class=”” width=””]Samny Wali ki taraf sey agar buhat dair tak ,,,,koi rabta na hu tu dastak dey ker poch lejeye ..Kia wo zinda hain ?agar wo zinda hain tu yaqenan aap waha mar chuky hain [/box]thumb 6

Similar Posts