Best Poetry collection on Khud Gharz log !!
[highlight color=”blue”] Best Poetry collection on Khud Gharz log !![/highlight]
Kuch Insaan buhat khud gharz tabeyat ka Maliq hoty hain wo apni zindagi mein itny khud gharz hu jaty hain keh unhain burai mein bhi achai nazar aana shoro hu jati hai ,Khud gharaz logo mein itni kashish pai jati hai k hum un ki taraf Mayel hoty chaly jaty hain Aur jab tak ham un ki Haqiqat sey Aashna hoty hain tu waqat guzar chuka hota hai jab k mukhlis logo ko samjhny mein buhat dair ker deaty hain. .aur khud gharz log rishto ko nibhaty kam aur azmaty zeyada hain ..Lakin hum ne Apny jeany ka meyar itna buland ker leye hai k thori c dosro ki di hoi taqleef ko bardasaht nahi ker paty aur majboraan khud gharz ban jaty hain aur ici khud gharzi mein anmol Rishton ko kho deaty hain