thumb 7

Best Poetry Collection on Khud Gharz log!!

Best Poetry Collection” is a curated anthology of exceptional poems, showcasing the beauty and power of poetic expression.

Best Poetry Collection Urdu Hindi

This collection spans a wide range of themes, emotions, and poetic styles, offering readers a diverse and enriching experience. Whether you seek verses that resonate with your soul, captivate your imagination, or evoke deep emotions, this anthology is a treasure trove of literary gems that celebrate the artistry and depth of poetic language.

[highlight color=”blue”] Best Poetry collection on Khud Gharz log !![/highlight] Best Poetry Collection

Kuch Insaan buhat khud gharz tabeyat ka Maliq hoty hain wo apni zindagi mein itny khud gharz hu jaty hain keh unhain  burai mein bhi achai nazar aana shoro hu jati hai ,Khud gharaz logo mein itni kashish pai jati hai k hum un ki taraf Mayel hoty chaly jaty hain Aur jab tak ham  un ki Haqiqat sey Aashna hoty hain tu  waqat guzar chuka hota hai jab k mukhlis logo ko samjhny mein buhat dair ker deaty hain.

aur khud gharz log rishto ko nibhaty kam aur azmaty zeyada hain ..Lakin hum ne Apny jeany ka meyar itna buland ker leye hai k thori c dosro ki di hoi taqleef ko bardasaht nahi ker paty aur majboraan khud gharz ban jaty hain aur ici khud gharzi mein anmol Rishton ko kho deaty hain
01 18

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Auron keleye jety thy tu kesi ko shiqayat na thi thora sa apny leye kia soch leya Zamany k leye khud Gharz hu gaye[/box]02 21

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Khud Gahrz hota tu hajom hota sath mukhlis hun ic leye tu tanha hun [/box]03 21

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Khud gharaz log rishto ko nibhaty kam aur azmaty zayada hain [/box]04 21

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Khud gharaz ki basti mein ahsaan bhi aik gunah hai jesy terna sikhao wohi dobany ko tayar rahta hai[/box]05 18

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tum ju mil gaye ho ab zindagi sey koi aur khwahishy rakhna khud gharzi sa lagta hai[/box]06 20

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Jab zarorat hu tabhi yaad karna ic ko muhabat nahi khud gharzi kaha jata hai [/box]08 19

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Samander bhi teri tarah kitna khud gharaz hai jab zinda thy tu terny nahi deya mar gaye tu dobny na deya [/box]09 14

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]insaan buhat khud gharz hai pasand kary tu burai nahi dekhta nafrat kary tu achai nahi dekhta [/box]10 18

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Kis qadar tujh ko chahty hain kabhi itna tu soch warna hum khud gharaz hain jin ko apnii zindagi sey bhi payar nahi[/box]

[ads2]11 6

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Khush rahna chahty hu tu matlabi aur khud gharaz ban ker zindagi guzaro be gharaz hu ker raho gey tu logo k deye dukh bardashat nahi ker pao gay [/box]thumb 7

Similar Posts