HAmary apny wo hain ju hamara mushqil mein bhi sath nahi chorty,Laikn mushqil waqat any par pata chalta hai k kon apna hota hai aur kon paraya .
Jab pari Zarorat hamain apny hamsafar ki Apna pan jitany waly tanha chor gaye

Jahan rishty hawaon ki tarah chalny k Aadi hu jayen Wahan apny tu hoty hain magar apna pan nahi hota

APna pan tu har koi dekhta hai per apna kon hai ye waqat hi batata hai

Apna pan chalky jis ki baton mein Siraf kuch hi log hoty hain lakhun mein

Apno ko hamisha apna hony ka ahsas dilayen warna waqat Aap ke apno ko Ap k bina jena sikha dey ga

Kesi ko apna banana hunar hi sahi laikn kesi ka ban k rahna kamal hota hai

Ic sony pan mein hi tu apnapan nazar Aata hai Apno mein tu ab her koi ghar apny hi ghar nazar Aata hai

Apna kahny sey koi apna nahi hota Apna wo hota hai jesy dil sey apnaya jata hai

Kabhi kabhi apna pan dekha ney ke leye bolna nahi parta balk kuch ker ke dekhana parta hai apno ke leye
Ay Insaan tu keyon oc ke leye rota hai insano mein apna bas kahny keley hota hai