Ajnabi 15 Best Quotes and poetry with images
Trending

Ajnabi aik aysa word jysy sunty he legya hai koi gair hai megar baaz dafa hamri zindagi mein aana wala shakhs ajnabi hoty hue bhi itna apna legta hai kah hum apno ko chor dyty hain aur wo ajnabi he apna legta hai us ky lye hum apni subha sham nechawar kr dyty hain har waqat usi bary mein sochty hain megar waqt ky sath sath hum intna aagy nikal jaty hain kah hamary apne hamary lye ajnbi ban jaty hain…...
Gaye dino ka suragh ley ker kedhar sey aya kidhar gaya wo ajeeb manoos ajnabi tha mujhy tu heraan ker gaya wo

Pochny ki tu muhlat na di us ney wo lahja badalta gaya aur hum ajnabi huty gaye

Ici leye tu zamany mein ajnabi hun mein k sary log farishty hain Aadmi hun mein

Rishty khun k nahi ahsas k hoty hain agar ahsas na hu tu ajnabi bhi apny hu jaty hain agar ahsas na hu tu apny bhi ajnabi hu jaty hain

Dil k ghar mein basny waly ajnabi nahi huty har waqat yad aany waly ajnabi nahi huty khushi deany waly tu apny huty hain per ghum deany waly bhi ajnabi nahi huty

Chahry
ajnabi hu jayen tu insaan ko itna faraq nahi parta lakin jab lahjy ajnabi hu jayen tab buhat taqleeef deaty hain

Chahry