Qeemti batein urdu quotes
| | |

Qeemti Batein Urdu Quotes Collection

Qeemti Batein Urdu Quotes Collection, Baaz dafa aik line insan ki zindagi ko badal dyti hai. kuch batein asi hoti hain janhein bar bar parhne ka man karta hai aur usy jab bhi parha jata hai ya suna jata hai to ajeeb se kafiyat aur saroor aata hai. is post mein asi he baaton ki collection upload kar raha hon jysi parh kar aur sun ki ap ki life mein zaroor change aaye ga.

Naikiyan urdu quotes, Quotes on Naiki,

چھوٹی چھوٹی نیکیا ں کرنے سے گریز نہ کرو کیونکہ
کڑکتی دھوپ میں ابر کا اک ٹکڑا بھی ابر رحمت
ثابت ہوتا ہے چاہے وہ برسے یا نہ برسے

Choti Choti Naikiyan karne se guraiz na karo,
kiyoun k karkati dhoop mein abar ka aik tokra bhi
abar rehmat sabat hota hai chaye wo barsy ya na barsay

talab urdu quotes, dilchaspi quotes in urdu,

دلچسپی کو طلب مت بننے دو کیونکہ طلب
کی شدت بڑھ کر ضرورت بن جاتی ہے
اور ضرورت بڑھ کر کمزوری

Dilchaspi ko talab mat banene do
kiyoun talab ki shadat barh kar zaroorat ban jati hai aur
zaroorat barh kar kamzoori

Urdu Quotes on Azzat, mohhbat aur azat

جو عزت کرناجانتا ہے  محبت کرنے کا
اہل وہی ہوتا ہے
محبت پر عزت کو فوقیت ہے
اور جس نگاہ میں عزت نہیں وہ محبت
کے رنگ بھرنے کےلائق ہی نہیں ہوتی

Jo Azzat karna janta hai
mohbbat karne ka ahel wohi hai
mohbbat per azzat foqait hai aur
jis nagaha mein azzat nahin wo
mohbbat ke rang bharne ky like he nahi hoti

Best urdu Quotes on insan, Urdu Quotes,Golden words in urdu

اچھے انسانوں کی توفہرست بنائی جا سکتی ہے برے
انسانوں کی نہیں   وہ بیشمار
ملتے ہیں اور ہر جگہ ہوتے ہیں

Achay insano ki to fehrast banai ja sakti hai
buray insaano ki nahi wo beshumar milty hain
aur har jaga hotay hain

achai quotes in urdu, qadar urdu quotes,

آدمی اچھا تھا
یہ الفاظ انسان کو تب ملتے ہیں
جب سماعتیں سننے کے قابل نہیں رہتیں
خدارا    ! زندہ لوگوں کی قدر کیحئے

Adami acha tha yeh alfaz insan ko tab milty hain
jab samatein sunene ky qabil nahin rehtein, khudara zinda logon ki qadar karin.

Qeemti batein Urdu Quotations 7

اگر آپ کمرہ امتحان میں بیٹھے ہی نہیں
امتحان نہیں دیا تو نتیجے میں
آپ کا نام کیونکر ہوگا ؟
بڑے نتائج بڑے امتحانوں کے بعد ملتے ہیں 

Agar kamra imthan mein bethy he nahin
imthan nahi dia to netajy mein ap ka naam kiyoun kar ho ga?
baray nataaj barhy imthano ky bad milty hain

Duain urdu quotes,dulat urdu quotes,

دُعائیں  دینے والے سے بڑھ کر دُنیا میں سخی نہیں
اور دُعائیں سمیٹنے والے سے بڑھ کر دُنیا میں
کوئی دولت مند نہیں

Duain dayne waly se barh kar
dunia mein sakhi nahi aur
duain samaytne waly se barh kar dunia mein
koi doulat mand nahi

Quotes on Zindagi,achi adat,razzq urdu quotes

زمیں اور اہل زمین کے درمیان
بکھری اچھی باتوں اور عادتوں کو
ایسے چنو جیسے پرندے زندگی کے لیے رزق چنتے ہیں

zameen aur ahel zameen ky darmiyan
bakhri achi baton aur adataton ko
asay chuno jaysy parnday zindagi kay ley razzq chuntay hain

Urdu Best poetry,urdu shayari on safar,ankh urdu poetry,

سفر شوق میں کیوں کا نپتے ہیں پاؤں ترے
آنکھ رکھتا ہے تو پھر آنکھ چراتا کیا ہے
عمر بھر اپنے گر یباں سے الجھنے والے
تو مجھے میرے ہی سائے سے ڈراتا کیا

Safar e shoq mein kiyoun kampaty hain paon tere
aankh rakhta hai to phir aankh churata kiya hai
umer bhar apne gariban se uljhene waly
to mujhe mere he saye se darata kia hai

zakar urdu quotes,khuda ka khuf,gunha urdu quotes

چار چیزوں کو چار چیزوں سے دھویاکرو
زبان کو ذکر سے   آنکھوں کو آنسوؤں سے
گناہوں کو استغفار سے اور دل کو خوف خداسے

Chaar cheezon ko chaar cheezon se dhoya karo
zaban ko zakar se aankhon ko aanson se
gunhaon ko astakhfar se aur dil ko khuf e khuda se

akhlaq urdu quotes,khandan quotes in urdu,kardar

اپنے اخلاق اور کردار کو ہمیشہ عمدہ رکھو
کیوں کہ اس سے خون اور
خاندان کی پہچان ہوتی ہے

Apne akhlaq aur kardar ko hamsha unda rakho
kiyoun k is se khoon aur khandan ki pehchan hoti hai

torna aur jorna, qeemti batein in urdu,

توڑنا نہیں جوڑنا سیکھو کیوں کہ توڑنے
والوں کی حویلیاں ویران اور جوڑنے والوں
کی قبریں بھی آباد رہتی ہے

torna nahi jorna seekho kiyoun k torne
walon ki huwiliyan waran aur
jurne walon ki qabarin bhi abad rehti hain

urdu quotes about insan, aqwal e zareen,

انسان اس وقت آزاد تھا جب فون تار
کے ساتھ بند ھا ہوا تھا
جب سے فون آزاد ہوا ہے اس نے انسان
کو اپنے ساتھ باندھ لیا ہے

insan us waqat azad tha jab phon taar kay sath bandha huwa tha
jab phone se azad huwa hai is ne
insan ko apne sath baand liya hai

doulat urdu quotes,apna pan,

دولت ایک ایسی تتلی ہے جسے
پکڑتے پکڑتے آدمی اپنوں سے
بہت دور نکل جاتا ہے

Doulat aik asi tatli hai jasy pakrty pakrty Adami apno se bhot door nikal jata hai

qudrat urdu quotes,feeling quotes in urdu,zindagi,

ہم ایک ٹرانسمشن ٹاور کی طرح ہیں
 جہاں سے ہمارے خیالات
اور فیلنگز سگنلز کی طرح یونیورس
کی طرف جاتے ہیں اور وہاں
سے اسی فریکونسی والی چیزوں کو زندگی میں لے آتے ہیں 

Hum aik transmission tower ki tarha hain
jahan se hamary khayalat aur feelings k signals ki tarha univers ki taraf jatay hain aur wahan se asi frequncy wali cheezon ko zindagi mei nlay aaty hain

Gussa quotes in urdu,gareeb adami,urdu quoets with images,

امیر آدمی غصہ کرتا  ہے تو لوگ کہتے ہیںصاحب کا بی پی ہائی ہوگیا ہےجب غریب آدمی غصہ کرتا  ہے تو کہتے ہیںاس کا دماغ خراب ہوگیا ہے

ameer adami gussa karta hai to log kehty hain
sahab ka BP high ho gya hai
jab gareeb adami gussa karta hai to kehty hain is ka damag khrab ho gya hai

Similar Posts