14 heart touching urdu poetry
Trending
Heart touching 14 best urdu poetry 2019 !!

Kehty hain musiki rooh ki gaza hai aur yehi gaza shayari ki shakil mein hum roz sunty hain uar bayan krty hain aur suna hai shayari soty huy logo ko jagati hai duniya mein bhot se shair paida hue jnon ne bhot kam umer mein aik naam kamaya jis mein . Shakespeare , allama qibal, parveen shakir, hafeez jalandri, merza galab ky faiz ahmad faiz aur josh mili aabadi shamil hain. 14 best poetry par mushtimal yeh post aap ko zaroor achi lgy gi. thanks.
Ban mangy hath pe rakh dey khushyan sari itna mahraban tum pe mera rab hu jaye

Chaly ao k pher ajnabi hu ker melan mein tumhara naam pocho tum mera haal pocho

Mera Zaraf samjhu ya meri zaat ka parda jab sey tota hun khamosh rahta hun

Us waqat tery dil mein buhat dard uthy ga jab bichar ker mujh sey tujhy mery hum naam melan gay

Pathar mein aik nuqas hai keh wo kabhi pighalta nahi hai leakn pathr mein aik khubi bhi hai keh wo kabhi badalta nahi hai

Phir aik waqat Aata hai jab dil ki sari khawahishen khatam hu jati hain aur dil chahta hai bas wo hi hu ju khuda chahta hai

Mein uc k baad kesi k gham mein nidhal hi na howa wo meri Akhri Aziyat thi

Jis k leye Mardun ki tarah lar nahi sakty ic ke leye Auratun ki tarah rona chur du

Lahjy sey uth rahi thi dastan dard Chahra bata raha tha keh sab kuch ganwa deya

Nazar jesy dhundti thi ,wo rasty mein mily hum nazar utha ker tarap gaye ,wo nazar jhuka ker guzar gaye

Sheshun sey sikha hai hum ney Muhabat ka bhram Torny waly ko bhi khud mein basa leaty hain

Milawaat hai tery Ishaq mein Atar aur sharab ki kabhi mahak jata hun kabhi bahak jata hun
Rasm e ulfat hi ijazat nahi deti warna hum bhi aisa tumhain bhulain gay k sada yaad rakho gay