Success life quotes
| |

11 Formulas for Successful Life in Urdu

11 Formulas for Successful Life in Urdu

01 23

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Tankhwah mat lain tankhwah Aap ko kabhi dolat mand nahi banaye gi [/box]02 20

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Ap apni raqam sey kabhi sarmaya kari na karain sarmaya kari sirf dolat ki hifazat kerti hai ye Ap ko dolat mand nahi banati Ap ko hamisha sarmaya kari sey pahly sarmaya peada kerna chaheye[/box]03 21

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Aap rozana khushhali k 10 ideas sochen ye 10 ideas Aap k leye khush hali ka khazana sabit hun gay [/box]04 20

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Aap zindagi mein kabhi chaye kafi aur Taxi ki bachat na karain ..Peasy bachany k leye Bus per safar na karain Keyoun keh dunya mein Aj tak koi shakhas bachat sey Ameer nahi howa Amarat zayada peasy kamany sey Aati hai bachat sey nahi [/box]05 21

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Ap likhna sekhein ,likhny sey insaan dimagh mein izafa hota hai Aap mein sochny samjhny ki Ahleyat barhti hai aur sochny samjhny waly log kabhi ghareb nahi rahty [/box]06 21

[ads4]07 21

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Aap kabhi aisa karobar na karain jis mein zayada muqabala ho Aisa karobar karain jis mein ap apni Ajara daari qaim ker sakain [/box]08 21

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]24 Ghanty mein 8 Ghanty sona sab sey achi sarmaya kari hai [/box]09 20

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Aap hamisha un logo ko waqat dain ju Aap sey muhabat karty hain na k un logo ko jin k leye Aap be waqat hain ya jin ko ap k hony ya na hony sey koi faraq nahi parta [/box]10 17

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Aap sara din un nemato ka shukar Ada karain Allah tala ney ju aap ko anayat ker rakhi hain shukar insaan ki tawanai mein izafa kerta hai [/box]11 14

[box type=”shadow” align=”aligncenter” class=”” width=””]Aap apny upar ,apny jisam per ,apny zehan per aur apny tajurby per itmad karain Aap sahi aur ghalat k bary mein dosron sey pochny ki bajaye apny aap sey sawal karain dunya mein aap ka aap sey barh ker koi dost nahi hota aap apny aap ko dhoka nahi dey sakty [/box]thumb 13

Similar Posts