10 Best quotes on Tanqeed !!
Tanqed aisa Lafaz hai ju kesi bhi insaan ko andar sey Tor deta hai hum log tanqeed kerty howy ye nahi sochty keh ye tanqeed dosry insaan ki kitni Dil Azaari hoi hu gi,hum ye baat bhol jaty hain k Dilon mein tu Khuda Rahta hai aur dil tu Khuda ka ghar hai.
Tanqeed kerni hu tu naram lahjy mein kia karain,sab k samny kesi bhi shakas per tanqeed mat karain Ap akely mein bhi us shakhas ko samjh sakty hain us per tanqed ker sakty hain ,Hamisha yad rakhy tanqeed k waqt naram Lahja ikhteyar kerny Sey Agly insaan ka ZAMEER jagta hai jab k sakhat lehja apnanay sey ANAA jagti hai .aur koi bhi shakhas jab tak apna gereban na jhank ley tab tak usy dosron ko tanqeed kerny ka haq nahi milta ..Agar ap ko ye ahsas ho gaya hai k dosron per tanqeed kerna ap ki Adat ban gai hai tu Ap ic Adat ko chorny k leye khud ko itna Masroof ker lean keh Tanqeed ka moqa na mily Keyon K ADAAT badlna buhat mushqil hai aur ju apni ic adat ko badal leata hai tu samjhen k wo zindagi mein kamyab hu gaya.
Tanqeed ker k mery barhty howy hunar ko Tasleem ker raha tha wo mery muqam ko

Tanqeed k leye ilam ka hona zarori hai jab ke Nukta cheni k leye jahalat hi kafi hai

Haq tanqeed tumhay hai magar ic shart k sath jayeza lety raho apny bhi gareban ka

Agar tanqeed hi kerni ho tu naram lahjy mein karain keyon keh naram lahja zameer ko jagata hai jab k sakhat lahja ana ko jagata hai

Dunya mein sab sey mushqil kaam apni islah kerna hai sab sey Aasan kam dosron per tanqeed kerna hai

Apni shakseyat ko sawarny aur zindagi ko behtar banany mein itna masrof hu jao k dosron per tanqeed kerny ka moqa na mily

Tanqeed kerny walo tanqeed masbat andaz mein kia kero keh zindagi jeny ka hosla mily warna marty howy ko marny mein koi qasar hi na chorty ho

Ju waqat dosron pe tanqeed kerny mein guzarty hain wohi waqat khud ko sanwarny mein guzaren kesi ko badalna hamary ikhteyar mein nahi magar khud ko badalna hamary apny ikhteyar mein hain dunya ko na badlen khud ko badlen sab badal jaye ga

Gher zarori tanqeed wo talwar hai ju sab sey pahly Khubsurat taluqat ka sar qalam kerti hai
Tanqeed,tanaz fiqry bazi sey hosla na haro shor khlari nahi tamashai kerty hain